sabr,judai,tabahi
Mujhe to sabr aata nahi,tu mujhse juda ho gaya
Yaar dekh teri judai me,mere sath kya kya ho gaya
Mujhe jo jante the kehte hai ise kya ho gaya
Yaar kya bataun unhe mere sath kya ho gaya
Mujhe ek hi to hunar aata tha wafa ka so mai kar gaya
Yaar tu mujhe tabah karna chahta tha mai tabah ho gaya
Comments
Post a Comment